Adsense me business aur individual account type ka matlab kya hai?

Adsense me business aur individual account type ka matlab kya hai?Adsense me apna account type check karne ke liye niche diye gaye steps follow kare : -

a) Adsense account me login kare
b) gear icon ko click kare aur setting ko click kare
c) “account” ke ander “Account information” ko click kijiye
d) “account information” sectin ke ander aap apna account type dekh sakte hai

Individual aur business account me service aur payment structure ke basis per koi difference nahi hai.Business account me payment company ke naam per pay kiya jaata hai.Individual account me payment adsense account holder ke payee naam ke basis per pay kiya jaata hai.

Adsense me Rapida aur western union quick cash payment ka facility keval individual account holder ko milta hai lekin yeh sabhi location ke liye available nahi hota hai.


Adsense application submit karne ke baad aap apna account type ko change nahi kar sakte ho.Agar aap naye adsense account ke liye phir se aaply karna chahte ho to pehle aapko apne present adsense account ko close karna hoga uske baad hi aap yane adsense account ke liye apply kar sakte ho naye information ke sath.kehne ka matlab hai ki aap ek sath 2 adsense account nahi rakh sakte hai.Ek person keval ek adsense accont rakh sakta hai.



-----------

ADSENSE INTRODUCTION VIDEO YAHA CLICK KARE

ADSENSE DVD BUY KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

DVD CONTENTS KE LIYE YAHA CLICK KARE

ADSENSE INCOME PROOF YAHA CLICK KARE

LATEST NEWS KE LIYE SUBSCRIBE KARE YAHA CLICK KARE

APNA QUESTION PUCHNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

MUJHE CONTACT KARNE KE LIYE YAHA CLICK KARE

tag : difference between individual and business adsense account,what is individual adsense account, what is business adsense account,adsense account type, how many types of adsense account, what is the adsense account type,google adsense hindi tutorials in India,google adsense hindi training in patna,

No comments:

Post a Comment